woh door jaake kahin pe, aabaad ho gaye
hum toh rahe na kahin ke, barbaad ho gaye
woh door jaake kahin pe, aabaad ho gaye
hum toh rahe na kahin ke, barbaad ho gaye
haq mein unke saari duayein ho gayi
unsuni hum koyi fariyad ho gaye
meri taqdeer mein dard the hi nahi
meri taqdeer mein dard the hi nahi
dard unke banaye huye hain
ishq mein hum
ishq mein hum tumhe kya batayein
kis kadar chot khaye huye hain
ishq mein hum tumhe kya batayein
kis kadar chot khaye huye hain
maut ne humko maara hai aur hum
zindagi ke sataaye huye hain
ishq mein hum tumhe kya batayein
tha unko maloom dil hai kahaan
vaar dhokhe se kar gaye wahaan
itni mehangi padi aashiqui
ke aaj dushman hai saara jahaan
jeet hi thi likhi uss khuda ne meri
jeet hi thi likhi uss khuda ne meri
hum to unke haraaye huye hain
ishq mein hum tumhe kya batayein
kis kadar chot khaye huye hain
ishq mein hum tumhe kya batayein
kis kadar chot khaye huye hain
ishq mein hum tumhe kya batayein
woh berukhi is tarah kar gaye
hum unko dekhe bina mar gaye
haan jinme rehte the woh raat din
un nigaahon mein ashq bhar gaye
saamne aake bhi humse milte nahi
saamne aake bhi humse milte nahi
woh toh aise paraye huye hain
ishq mein hum tumhe kya batayein
kis kadar chot khaye huye hain
ishq mein hum tumhe kya batayein
kis kadar chot khaye huye hain
maut ne humko maara hai aur hum
zindagi ke sataye huye hain
ishq mein hum tumhe kya batayein