Dil ko jaane yeh kya hua
Mil ke apna sa tu laga
Kaise main karun bayaan
Tumse yeh junoon hai ya gumaan
Aise mujhe tum mile tum mile
Jaise koyi din khile din khile
Jaane kahan hum chale hum chale
Chahe jo bhi dil kare dil kare
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Ehsaan mand hai
Dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai
Kya naam doon bata
Koyi jaane na dusra
Samjhe tuhi meri zubaan
Maine mujh sa deewanapan
Ho ho oh dekha
Na kahin tere siva
Tujhse hi din shuru shaamein dhale
Ab toh nazar se bhi na tu hate
Jitni hai fursatein fursatein
De du saari main tujhe tu mujhe
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Ehsaan mand hai
Dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai
Kya naam doon bata
Ghar ki diwaarein tooti hai
Dil ka jahan dikha hai
Aankhon ne aaj dekha khaawon ka aasman hai
Tera karta hoon shukriyan
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon
Humraah main bhi tera hoon
Jis raah, jis raah mein bhi
Ehsaan mand hai
Dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai
Kya naam doon bata