Palak Muchhal Palak Muchhal

Ik Mulaqaat (feat. Altamash Faridi)

main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
dil ko behka diya ishq ke jaam ne

main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
dil ko behka diya ishq ke jaam ne
musalsal nazar barasti rahi
taraste hain hum bheege barsaat mein

ik mulaqaat
ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
unka yun muskurana ghazab ho gaya

kal talak woh jo mere khayalon mein thhe
rubaru unka aana ghazab ho gayaa

mohabbat ki pehli mulaqaat ka
asar dekho na jaane kab ho gaya

ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
unka yun muskurana ghazab ho gaya

makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin

aankhon ka aitbaar mat karna
ye uthey to qatl-e-aam karti hain
koi inki niagaahon pe pehra lagaao yaaron
ye nigaahon se hi khanjar ka kaam karti hain

makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha hai
jal raha dil mera kyun pata kuch nahi

kyun khayaalon mein kuch barf si gir rahi
ret ki khwahishon mein nami bhar rahi
musalsal nazar barasti rahi
taraste hain hum bheege barsaat mein

ek mulaqat
ik mulaqat mein, baat hi baat mein
unka yun muskurana ghazab ho gaya
kal talak jo mere khayalon mein thhe
rubaru unka aana ghazab ho gaya