haan tu samajh meri
nigahon ke ishaaron ko
jo bhi dooba hai
woh tarsa hai kinaaron ko
haan tu samajh meri
nigahon ke ishaaron ko
jo bhi dooba hai
woh tarsa hai kinaaron ko
nazron mein meri kitna maza hai
jitna maza hai utni saza hai
issi nashe mein kayi barbaad ho gaye
ho tere naina (dhum chik chik)
ho tere naina vilayati sharaab ho gaye
inko peeke hum thode se kharaab ho gaye
ho tere naina vilayati sharaab ho gaye
inko peeke hum thode se kharaab ho gaye
dhum nak nak dhum nak nak
dhum nak nak oho
dhum nak nak dhum nak nak
dhum nak nak aaye haaye
husn yeh wallah wallah
macha de halla halla
ek tu hi khoobsurat hazaron mein
yeh bole gali mohalla
pehna doon tujhe main chhalla
tu haan keh de to le jaun sitaron mein
haan teri saari baatein lagti hain farzi
chalni nahi hai teri koyi marzi
tere to iraade benakaab ho gaye
ho tere naina
inko peeke hum thode se kharaab ho gaye
ho tere naina vilayati sharaab ho gaye
inko peeke hum thode se kharaab ho gaye
dhum nak nak dhum nak nak
dhum nak nak oho
dhum nak nak dhum nak nak
dhum nak nak aaye haaye