Kavita Krishnamurthy Kavita Krishnamurthy - Jeena Sirf Merre Liye

eh Din Yeh Mahine Saal Guzar Jayenge Mere Yaar
Magar Itna Rakhna Khayal Jeena Sirf Merre Liye
Jeena Sirf Merre Liye Kasam Se
Jeena Sirf Merre Liye
Jeena Sirf Merre Liye
Yeh Din Yeh Mahine Saal Guzar Jayenge Mere Yaar
Magar Itna Rakhna Khayal Jeena Sirf Merre Liye
Jeena Sirf Merre Liye Kasam Se
Jeena Sirf Merre Liye
Jeena Sirf Merre Liye

Ab Kabhi Na Kam Ho Bekarari Apni
Yun Hi Badhti Jaaye Yeh Khumari Apni
Mujhko Dhadkano Mein Tum Chhupa Ke Rakhna
Chahaton Ko Dil Se Tum Laga Ke Rakhna
Mohabbat Mein Sara Jahan Kare Chaahe Lakho Sawal
Magar Itna Rakhna Khayal Jeena Sirf Merre Liye
Jeena Sirf Merre Liye Kasam Se
Jeena Sirf Merre Liye
Jeena Sirf Merre Liye

Kaisi Bhi Ho Raahein Saath Saath Chalna
Chaahe Badle Mausam Tum Nahin Badalna
Tera Mera Naata Ab Kabhi Na Tute
Saason Ka Yeh Bandhan Ab Kabhi Na Chhute
Mile Hum Ko Gham Ya Khushi
Chaahe Kuch Bhi Ho Apna Haal