Kavita Krishnamurthy Kavita Krishnamurthy - Jaana Jaan222a

Jaana jaana
Jaana jaana

Dekha nahin hai tujhko kal se
Pal pal kate mera mushkil se
Aa poochh le zara is dil se
Jaana
Raahon ko tere main takta hoon
Jee jeeke main yahan marta hoon
Main pyaar bas tujhe karta hoon
Jaana Jaana
Samjhaoon main kaise is dil ko
Jaana
Ye maane na
Jaana
Ye samjhe na

Dekha nahin hai tujhko kal se
Pal pal kate mera mushkil se
Aa poochh le zara is dil se
Jaana

Kuchh pal bhi lagta hai ek saal jaisa
Tere bina o jaane jaan
Tu saath ho mere ek saal ek pal
Lagne lagega jaane jaan
Tu jhooth bhi kehde hai pyaar tujhko
Mil jaayegi saari duniya mujhko
Ban gaya hoon deewana

Dekha nahin hai tujhko kal se
Pal pal kate mera mushkil se
Aa poochh le zara is dil se
Jaana
Raahon ko tere main takta hoon
Jee jeeke main yahan marta hoon
Main pyaar bas tujhe karta hoon
Jaana Jaana

Tu jo nahin hai to lagta hai aise
Kuchh bhi nahin hai ye jahaan
Milke juda na ho ek baar aise
Mujhko meri jaan mil jaana
Dekhoon to main dekhoon tujhko hi jaanam
Sochoon to main sochoon tujhko hi jaanam
Mar jaaoonga tere bina

Dekha nahin hai tujhko kal se
Pal pal kate mera mushkil se
Aa poochh le zara is dil se
Jaana
Raahon ko tere main takta hoon
Jee jeeke main yahan marta hoon
Main pyaar bas tujhe karta hoon
Jaana Jaana
Samjhaoon main kaise is dil ko
Jaana
Ye maane na
Jaana
Ye samjhe na

Dekha nahin hai tujhko kal se
Pal pal kate mera mushkil se
Aa poochh le zara is dil se
Jaana