Badshah Badshah - Paani Paani (feat. Aastha Gill)

usne mujhe chhua bhi nahi
aisa waisa kuchh hua bhi nahi
nazar thi paini huyi bechaini
aankhon aankhon mein shaitani ho gayi

saiyan ne dekha aise
main paani paani ho gayi
main paani paani ho gayi
main paani paani ho gayi

chalegi kya
glass pada hai khaali bharegi kya
sath aaye launde se daregi kya
andar ki feeling se ladegi kya

hadh ho gayi
hadh se aage bhi badhegi kya
9 acre mein farm farm pe ghode
ghode pe chadhegi kya

1 2 3 gaadi ke bonnet se nikle pari
launde aage kahin tikte nahi
baatein hain kadi meri likh le kahin
chal niklein kahin aah

aisi hoon khoyi kabhi khoyi hi nahi
aankhein mili hain jab se soyi hi nahi
duniya se sune hain kisse tere
jaane kya aayega hisse mere
isi khayal mein deewani ho gayi

saiyan ne dekha aise
main paani paani ho gayi
main paani paani

image kharab kaam ghalat hain
news mein naam aata har week
phir bhi jahan se ghuzrun
har bandi ke munh se nikle cheekh

hath pakad par dil na laga
jo kehti hai karke dikha
sun’ne mein aaya hai tu marti hai hum pe
mar ke dikha ha

rehne de munh band rakh
aankhein jo kehti hain kehne de
bahut ruki hai aaj tu
paani banke khud ko behne de

it’s your boy, badshah!

nazar thi paini huyi bechaini
aankhon aankhon mein shaitani ho gayi
saiyan ne dekha aise